Ishq Tamasha Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Ishq Tamasha Song Lyrics is a track from Zee Music Company Hindi Album-2026, Starring Adnan Sami, Neeraj Lohani and Bansari Ambavane. This song was sung by Adnan Sami. Music was composed by Adnan Sami and lyrics work penned by Mehboob.
Music : …………….
Male : Dar dar jàye dil khush khush hoke rey
Buri nazron khushiyon ko kahin na tokey rey
Meri chahat ko tu haan kar kar key
Kahin kisi baat pe samjhana rok ke rey
Music : …………………
Male : Dar dar jàye dil khush khush hoke
Buri nazron khushiyon ko kahin na tokey rey
Meri chahat ko tu haan kar kar key
Kahin kisi baat pe sang chalney na rokey rey
Male : Ishq tamasha nahi ban jaye
Duniya hansey na yunhi
Kahin meri mohabbaton pe
Male : Ishq tamasha nahi ban jaye
Duniya hansey na yunhi
Kahin meri mohabbaton pe
Male : Dar dar dar jàye dil khush khush hokey
Buri nazron khushiyon ko kahin na tokey rey
Meri chahat ko tu haan kar kar key
Male : Ishq tamasha nahi ban jaye
Duniya hansey na yunhi
Kahin meri mohabbaton pe
Male : Ishq tamasha nahi ban jaye
Duniya hansey na yunhi
Kahin meri mohabbaton pe
Humming : …………..
Male : Har gali har kooncha
Tera mera hoga charcha
Koi bura koi accha
Koi jhoota koi saccha
Male : Duniya ki baatein
Wo to rab jaaney
Jo tu wohi maaney
Aur gira agar teri nigahon se
Male : Ishq tamasha nahi ban jaye
Duniya hansey na yunhi
Kahin meri mohabbaton pe
Male : Ishq tamasha nahi ban jaye
Duniya hansey na yunhi
Kahin meri mohabbaton pe
Male : Kabhi aisa bhi to hoga
Lega waqt imtehan
Kabhi jeetunga main baazi
Kabhi hogi nakami
Male : Tera bhi sahara
Jo na hua mera
Yunhi maara maara
Gum hua yahan wahan andhero mein
Male : Ishq tamasha nahi ban jaye
Duniya hansey na yunhi
Kahin meri mohabbaton pe
Male : Ishq tamasha nahi ban jaye
Duniya hansey na yunhi
Kahin meri mohabbaton pe
Hindi lyrics are not available for this song yet.