Nazar ki Dori Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Nazar ki Dori Song Lyrics is a track from Zee Music Company Hindi Album-2026, Starring NA. This song was sung by Shahid Mallya. Music was composed by Aakash Rijia and lyrics work penned by Azeem Shirazi.
Male : Main toh bandha hoon sun zara sun zara
Main toh bandha hoon sun zara sun zara
Main toh bandha hoon sun zara
Main toh bandha hoon sun zara
Male : Nazar ki dori se bina majboori ke
Main toh bandha hoon sun zara
Male : To sapna palkon pe saja doon palkon se
Kehta hai ye mann mera
Tere hi bas mein hoon khud ka kahan hoon
Tu hi toh hai ab ghar mera
Ab toh nahi kuch mera
Male : Nazar ki dori se bina majboori ke
Main toh basa hoon sun zara
Music : ……………
Male : Jidhar bhi main dekhoon tu dikhai deta hai
Na bole toh phir bhi tu sunai deta hai
O mera dil bhi na bada pagal hai
Tujhe khwabon mein ye bula hi leta hai
Male : Tera hi banke hoon chahe jahan hoon
Tera hi hoon hardam main hoon tera
Tujh pe toh hai haq mera
Male : Nazar ki dori se bina majboori ke
Main toh bandha hoon sun zara
Music : ………………….
Humming : Haa aaa aaa....
Male : Main khud se baatein bhi teri hi karoon
Tujhe main khone se hamesha hi daroon
O teri hi chahat hai yahi toh aadat hai
Paata hai rozana yahi toh main karoon
Male : Duniya mein jab se hoon tab se tera hoon
Kar le yakeen ab tu mera
Ab toh kahin mil zara
Male : Nazar ki dori se bina majboori ke
Main toh bandha hoon sun zara
Music : ………………….
Humming : Haa aaa aaa....hmm mm mmm
Hindi lyrics are not available for this song yet.