Rangrezia Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Rangrezia Song Lyrics is a track from Zee Music Company Hindi Album-2026, Starring Divaa Vanjari and Ishu Tyagi. This song was sung by Munawwar Ali and Aavya Dubey. Music was composed by Rahul Dev Nath and lyrics work penned by Vikram Choudhary.
Male : Tu hai toh yeh kaaynat poori hai
Tere bagair har dua adhoori hai
Music : …………..
Male : Rangrezia rangrezia
Rangrezia rang na uda
Rang se jiya rang se jiya
Rang se jiya chhoot gaya
Male : Is baar dil pe thoda itminan rakhna hai
Waade pe ulfat ke hum ab na phisalna hai
Is baar dil pe thoda itminan rakhna hai
Waade pe ulfat ke haan ab na phisalna hai
Is tarah phir na kabhi jaana piya
Gham tera dil ko mere raasa
Male : Noor khuda ishq hua
Saanson ko jab tune chua
Faila hawa mein itra koi
Charon taraf tera zikr hua
Male : Noor khuda ishq hua
Saanson ko jab tune chua
Faila hawa mein itra koi
Charon taraf tera zikr hua
Music : ………………….
Male : Ashiyana shahi sitaron ka ban chala
Dil panchi ke jaise falak mein jaa gulam
Male : Rangrezia rangrezia
Rangrezia rang na uda
Rang se jiya rang se jiya
Rang se jiya chhoot gaya
Female : Kacchi mitti sa hai dil ka mera khilona
Teri paake ho jaungi main zinda
Ho jaungi main zinda
Is tarah mujh mein tu hai shaam piya
Male : Bin tere dhadke kaise paagal jiya
Male : HAaaaaaaaa aaa aaa
Both : Noor khuda ishq hua
Saanson ko jab tune chua
Faila hawa mein itra koi
Charon taraf tera zikr hua
Both : Noor khuda ishq hua
Saanson ko jab tune chua
Faila hawa mein itra koi
Charon taraf tera zikr hua
Hindi lyrics are not available for this song yet.