Rafta Rafta Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Rafta Rafta Song Lyrics is a track from Hulchul Hindi Film – 2004, Starring Akshaye Khanna, Kareena Kapoor, Suniel Shetty, Paresh Rawal, Jackie Shroff, Amrish Puri and Arshad Warsi. This song was sung Sujatha Mohan and Udit Narayan. Music was composed by Vidyasagar and lyrics work penned by Sameer.
Male : Rafta rafta hole hole
Dil ko.. churaya tumne
Dil ko to pata bhi na chala..
Female : Chori chori chupke chupke
Jadoo jagaya tumne
Dil ko to pata bhi chala..
Male : Kabhi ha kabhi naa
Hum karte rahe
Chupke aahe bhi bharte rahe
Dekhate.. dekhate..
Ye kya ho gaya
Female : Nana naana naana naana nanaana..
Naana naana naana nanaana..
Naana naana naana nanaana naa..
Male : Rafta rafta hole hole
Dil ko churaya tumne
Dil ko to pata bhi na chala
Female : ………………..
Female : Raaton main ab tera sapna
Mujhko aata hai..
Ek angdai ek bechaini
Deke jaata hai
Male : Teri aankhon ka
Main deeawana hoon..
Tere hothon ka
Main paimana hu..
Tu ye jaane na..
Female : Nana naana naana naana nanaana..
Naana naana naana nanaana..
Naana naana naana nanaana naa..
Male : Rafta rafta
Hole hole
Dil ko churaya tumnee
Dil ko to pata bhi na chala
Male : Iss pehlu main..
Iss daaman main
Mujhko rehna hai..
Male : Dard judaai..
Ka ek pal bhi
Ab na sehna hai
Female : Meri yaadon main
Jaane ja tu hai
Meri saanson main
Teri khusboo hai
Tu hai meri jaan…
Female : Nana naana naana naana nanaana..
Naana naana naana nanaana..
Naana naana naana nanaana naa..
Female : Rafta rafta.. hole hole..
Dil ko churaya tumne
Dil ko to pata bhi na chala
Male : Chori chori.. chupke chupke..
Jaadu chalaya tumne
Dil koto pata bhi na chala
Male : Kabhi ha kabhi naa
Hum karte rahe
Chupke aahe bhi bharte rahe
Dekhate.. dekhate..
Ye kya ho gaya
Female : {Nana naana naana naana nanaana..
Naana naana naana nanaana..
Naana naana naana nanaana naa..} (2)
Hindi lyrics are not available for this song yet.