Ishq Main Pyaar Main Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
shq Main Pyaar Main Song Lyrics is a track from Hulchul Hindi Film – 2004, Starring Akshaye Khanna, Kareena Kapoor, Suniel Shetty, Paresh Rawal, Jackie Shroff, Amrish Puri and Arshad Warsi. This song was sung Alka Yagnik and Shaan. Music was composed by Vidyasagar and lyrics work penned by Sameer.
Female : Hmmmmm…. hmmmmmm….
Female : Ishq main pyaar main
Kya kya ho raha hain…
Neend bhi chaain bhi
Hosh bhi kho raha hain..
Female : Is tarah chod ke door na jaa
Faasle keh rahe paas aaja
Is tarah chodke door naa jaa
Paas mere paas aaja..
Ui ui..
Female : Ishq main pyaar main
Kya kya ho raha hain…
Neend bhi chaain bhi
Hosh bhi kho raha hain..
Male : Ghoomati hain zameen
Jhoomta assman
Kaunsi hain jagah
Aa gaye hum kahan
Female : Ghoomati hain zameen
Jhoomta aasman
Kaunasi hain jagah
Aa gaye hum kahan
Male : Rut hain jawani ki..
Tera mera saath hain
Masti fizaaon main..
Female : Kitni suhani si
Apni mulaqat hain
Aa meri baahon main..
Male : Bekarariyaan
kya khumaariyaan
Bekhudi main cha raha nasha
Female : Hoi hoi..
Male : Ishq main pyaar main
Kya kya ho raha hain..
Female : Ishq main pyaar main
Kya kya ho raha hain..
Male : Neend bhi chain bhi
Hosh bhi kho raha hain
Female : Neend bhi chain bhi
Hosh bhi kho raha hain
Male : Kya haseen hain sama
Kuch hawa sard hain
Dhadkane bekhabar
Dil main bhi dard hain
Chorus : ………………………
Female : Haaa…. hmmmmm…
Aaaa…. hmmmmm….
Female : Kya haseen.. hain sama..
Kuch hawa.. sard hain..
Dhadkane.. bekhabar..
Dil main bhi.. dard hain
Male : Kya haseen..
Female : Ohh ooo..
Male : Hain sama..
Female : Ohh ooo..
Male : Kuch hawa..
Female : Ohh ooo..
Male : Sard hain
Female : Ohh ooo..
Male : Dhadkane..
Female : Ohh ooo..
Male : Bekhabar
Female : Ohh ooo..
Male : Dil main bhi..
Female : Ohh ooo..
Male : Dard hain
Female : Teri tamanna hain
Tera hi khayal hain
Jaane tu jaane naa
Male : Kaise bataoon main
Kaisa mera haal hain
Mane tu maane naa
Female : Beqaraar main..
Bekhayal tu..
Aa raha hain aaj to majah
Ui ui..
Male : Ishq main pyaar main
Kya kya ho raha hain
Female : Neend bhi chain bhi
Hosh bhi ko raha hain
Male : Is tarah chod ke door na jaa
Faasle keh rahe paas aaja
Is tarah chodke door naa jaa
Paas mere paas aaja..
Female : Ui ui..
Hindi lyrics are not available for this song yet.