Male : Hm hum to dil chaahe tumhaara
Vaada hai vaada hamaara
Samjho nazar ka ishaara
Tum hamein dil to do phir dekho hota hai kya
Female : Sona sona yeh na hona
Dil tera hamein na maangda
Sona sona yeh na hona
Dil tera hamein na maangda
Male : Hum to dil chaahe tumhaara
Vaada hai vaada hamaara
Music : ………………….
Female : Yun na sharaarat karo
Male : Chaahat se tum na darro
Female : Jaao ji rehne bhi do
Male : Ae kuch humko kehne bhi do
Female : Chhod do chhed na aise sataao na tum
Male : Yun hamein ishq mein paagal banaao na tum
Female : Lo ji hum chale chale aise na pado gale
Male : Jaane jaan suno suno de do mohabbat zara
Female : Haai sona sona yeh na hona
Dil tera hamein na maangda
Sona sona yeh na hona
Dil tera hamein na maangda
Male : Hey hum to dil chaahe tumhaara
Vaada hai vaada hamaara
Music : ……………………
Female : Deewaanapan chhod do
Male : Yeh rishta tum jod do
Female : Jaane do jaana hai ghar
Male : Yun na churaao nazar
Female : Ho tum hamein chaahte kaise bharosa kare
Male : Pyaar mein hum kabhi aise na dhoka kare
Female : Peechhe kyoon pade ho tum ziddi kyoon ade ho tum
Male : Gussa hai bura sanam, lo aashiqui ka maza
Female : Haai sona sona yeh na hona
Dil tera hamein na maangda
Sona sona yeh na hona
Dil tera hamein na maangda
Male : Hey hum to dil chaahe tumhaara
Vaada hai vaada hamaara
Samjho nazar ka ishaara
Tum hamein dil to do phir dekho hota hai kya
Female : Sona sona yeh na hona
Dil tera hamein na maangda
Sona sona yeh na hona
Dil tera hamein na maangda
Sona sona yeh na hona
Dil tera hamein na maangda