Male : Mere dil jigar se guzri hai
Ek ladki idhar se guzri hai
Mere dil jigar se guzri hai
Ek ladki idhar se guzri hai
Male : Gore gore gaalon waali
Kaale kaale baalon waali
Gore gore gaalon waali
Kaale kaale baalon waali
Baheki baheki chaalon waali
Masti solaah saalon waali
Deewaana karke gayi
O rabba ho ho ho o rabba ho ho ho
O rabba ho ho ho o rabba ho ho ho
Female : Mere dil jigar se guzra hai
Ek ladka idhar se guzra hai
Mere dil jigar se guzra hai
Ek ladka idhar se guzra hai
Female : Seedha saadha bhola bhaala
Mujhe tadpaane waala
Seedha saadha bhola bhaala
Mujhe tadpaane waala
Raaton ko jagaane waala
Khwaabon ko sajaane waala
Deewaani karke gaya
O rabba ho ho ho o rabba ho ho ho
O rabba ho ho ho o rabba ho ho ho
Music : …………………
Male : Haai haai haai teri aankhen
Bin kaajal kajraari
Female : Haai haai haai teri baatein
Lagti hai mujhko pyaari
Male : Hey mera chain loota
Hai teri in adaaon ne
Female : Tere khwaab rehte hain
Meri in nigaahon mein
Male : Abhi abhi aayi ho
Ruko zara jaao na
Female : Koi dekh lega yun, mujhe
Tum sataao na, na na na na
Male : Bachke nazar se guzri hai
Ek ladki idhar se guzri hai
Gore gore gaalon waali
Kaale kaale baalon waali
Gore gore gaalon waali
Kaale kaale baalon waali
Baheki baheki chaalon waali
Masti solaah saalon waali
Deewaana karke gayi
O rabba ho ho ho o rabba ho ho ho
O rabba ho ho ho o rabba ho ho ho
Music : …………………
Female : Kal kal milne waala vaada
Dekho tum bhool na jaana
Male : Main jo bhool bhi jaaoon
Tum mujhe yaad dilaana
Female : Hoo ghadi do ghadi ki bhi
Dooriyaan sataati hai
Male : Hoo tujhe raat din meri
Dhadkanein bulaati hai
Female : Badi pyaas jaagi hai
Badi beqaraari hai
Male : Bas teri tamanna hai
Teri khumaari hai, haan
Female : Dekho kidhar se guzra hai
Ek ladka idhar se guzra hai
Seedha saadha bhola bhaala
Mujhe tadpaane waala
Seedha saadha bhola bhaala
Mujhe tadpaane waala
Raaton ko jagaane waala
Khwaabon ko sajaane waala
Deewaani karke gaya
O rabba ho ho ho o rabba ho ho ho
O rabba ho ho ho o rabba ho ho ho
Male : Mere dil jigar se guzri hai
Ek ladki idhar se guzri hai
Gore gore gaalon waali
Kaale kaale baalon waali
Gore gore gaalon waali
Kaale kaale baalon waali
Baheki baheki chaalon waali
Masti solaah saalon waali
Deewaana karke gayi
O rabba ho ho ho o rabba ho ho ho
O rabba ho ho ho o rabba ho ho ho