Female : La la la la, la la la la la la la
La la la la, la la la la la la la
Male : Hey hey hey hey hey
Hey hey hey hey aa ha
Male : Mehfil mein baar baar
Un pe nazar gayi
Hey mehfil mein baar baar
Un pe nazar gayi
Humne bachaayi laakh
Phir bhi udhar gayi
Main kya karoon
Dil kya kare
Main kya karoon
Female : Mehfil mein baar baar
Un pe nazar gayi
Haan mehfil mein baar baar
Un pe nazar gayi
Humne bachaayi laakh
Phir bhi udhar gayi
Main kya karoon
Dil kya kare
Main kya karoon
Music : ……………….
Male : Hey hey hey hey hey
Hey hey hey hey aa ha
Male : Yeh mausam aaya hai
Dilbar kitne saal mein
Mera dil khoya hai
Tere hi khayaal mein
Female : Na to mera dosh hai
Na tera qusoor hai
Mujhpe jo chhaaya hai
Tera yeh suroor hai
Male : Aa ha la la la la
Mm hm hm hm
Music : …………………..
Male : Aayi tu saamne
Dhadkan thaher gayi
Hey aayi tu saamne
Dhadkan thaher gayi
Humne bachaayi laakh
Phir bhi udhar gayi
Female : Main kya karoon
Dil kya kare
Main kya karoon
Music : …………………….
Female : Soldier soldier
Meethi baatein bolkar
Dil tu chura le gaya
Male : Soldier soldier
Meethi baatein bolkar
Dil tera uda le gaya
Female : Tanhaai kehti hai
Kuch bhi na kehna hai
Baahon mein sona hai
Palkon mein rehna hai
Male : Saanson ko baandha hai
Saanson ki dor se
Tode na tootegi
Duniya ke zor se
Female : La la la la la la, la la la la
Daaman mein tootke
Main to bikhar gayi
Haan daaman mein tootke
Main to bikhar gayi
Humne bachaayi laakh
Phir bhi udhar gayi
Main kya karoon
Dil kya kare
Main kya karoon
Male : Mehfil mein baar baar
Un pe nazar gayi
Female : Hey mehfil mein baar baar
Un pe nazar gayi
Male : Humne bachaayi laakh
Phir bhi udhar gayi
Female : Main kya karoon
Male : Dil kya kare
Female : Main kya karoon