Seen Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Seen Song  Lyrics is a track from T-Series Hindi Album – 2025, Starring Tanishk Bagchi and Feat. Harman Brar. This song was sung by Tanishk Bagchi and Ustad Ghulam Ali. Music was composed by Tanishk Bagchi and Ustad Ghulam Ali and lyrics work penned by Maulana Hasrat Mohani and Tanishk Bagchi.

Male : Teri baahon mein
Main rehna haan chahta hoon
Fir bhi na milta sukoon mujhay
Yeh kaisa tera jism
Jis mein dooba tha

 

Male : Itna ke dhoond na paya main
Kinara main tera sahara main
Pyar ka matlab kya hota hai
Kyu dard deta jo sahi hota hai

 

Male : Isse behtar ye tanhaai
Yeh teri jo hai judaai
Mai akela jee tere bin

 

Male : Chupke chupke ye raat din
Aansoo bahana yaad hai
Chupke chupke ye raat din
Aansoo bahana yaad hai

 

Male : Humko ab tak aashiqui ka
Humko ab tak aashiqui ka
Wo zamaana yaad hai
Chupke chupke raat din
Aansoo bahana yaad hai

 

Male : Ye jo dil ka silsila hai
Na shikayat na gila hai
Mujhhko aadat ho chuki hai
Iski na koi ab dawa hai

 

Male : Dawa bhi hu aisi jo tumko bhula de
Bhula ke jo la de wo mere irade
Iradon mein mere jo khwahish thi baki
Wo baki si khwahish tu poori kara de

 

Male : Kitnaa haan khud ko bachaya mai
Mujhpe hi baji lagaya main
Khela jo tune ye khele jo
Us pe hi jaake main savar aaya mai

 

Male : Isse behtar ye tanaai
Yeh teri jo hai judaai
Main akela thik tere bin

 

Male : Chupke chupke raat din
Aansoo bahana yaad hain
Chupke chupke raat din
Aansoo bahana yaad hain

 

Male : Humko tum se aashiqui ka
Humko tum se aashiqui ka
Wo zamaana yaad hain
Chupke chupke raat din
Aansoo bahana yaad hain

 

Carnatic : ……………………..

Song Details

Official Video

Share this song: