Marham Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Marham Song Lyrics is a track from T-Series Hindi Album-2026, Starring Prema Mehta and Angad Dishant Gulia. This song was sung by Huzaif Nazar. Music was composed by Snipr and lyrics work penned by Huzaif Nazar.
Music : .……………….
Male : Dukhti rag pe rakha karoon
Haath tera haath tera
Marham hona tera har pal
Dena saath tera saath tera
Male : Dil ishq musafir ban jaate hain
Ishq ibaadat ban jaati
Jab zid kar jaaye ashq kahin
Ude le chal jaaye ishq kahin
Male : Tujh bin na laage chain
Tujh se mil jaaye nain
Khoya kya haan maine paaya kya
Tujh bin na laage chain
Tujh se mil jaaye nain
Khoya kya haan maine paaya kya
Male : Dharkan barh jaati hai uff
Paas mein rakh lo mujhko tum
Dil ki zaroorat teri ijaazat
Paas mein rakh loon teri
Male : Aahatein palkon pe saji hain
Poochho na teri kami hai
Aankhon mein kaisi nami aur
Dil ki zaroorat teri ijaazat
Male : Dukhti rag pe rakha karoon
Haath tera haath tera
Marham hona tera har pal
Dena saath tera saath tera
Male : Na kuch kahoon na kuch sunoon
Junoon mera hai mujh se keh raha
Mitaoon main is pe kuch is tarah
Lahu mera hai yun jal raha
Male : Rahoon yahan jiyoon bunoon
Mile sukoon mujhe yun be-panah
Karoon main khud se khud ko
Ab ravaan kis tarah
Male : Dukhti rag pe rakha karoon haath tera
Marham hona tera har pal dena saath tera
Male : Dukhti rag pe rakha karoon
Haath tera haath tera
Marham hona tera har pal
Dena saath tera saath tera
Male : Dukhti rag pe rakha karoon haath tera
Marham hona tera har pal dena saath tera