Promise Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Promise Song Lyrics is a track from T-Series Hindi Album-2026, Starring Sachet-Parampara. This song was sung by Sachet-Parampara. Music was composed by Sachet-Parampara and lyrics work penned by Kausar Munir.

 

 

 

 

Music : …………………

 

Male : Tujhse kiya hai jo wada
Wo tod nahi sakta
Mujhse chahe jo karwa le tu
Tujhe main chhod nahi sakta

 

Male : O jaana tere khare naino se
Muh mod nahi sakta
Mujhse chahe jo karwa le
Tujhe jod nahi sakta

 

Male : In aankhon se tere aansu girey
Seedhe dil mein utar jaate hain

 

Male : Dard tere meri baahon
Mein toot ke bikhare
Tere khare khare naino se
Kabhi muh mod nahi sakta

 

Male : O tujhse kiya hai jo wada
Wo tod nahi sakta
Mujhse chahe jo karwa le tu
Tujhe main chhod nahi sakta

 

Music : ……………….

 

Chorus : Mangalam bhagwan vishnu
Mangalam garudadhwaja
Mangalam pundarikaksha
Mangalaya tano hari

 

Chorus : Mangalam bhagwan vishnu
Mangalam garudadhwaja
Mangalam pundarikaksha
Mangalaya tano hari

 

Female : Teri suhe pug-pug nahio ji
Main lakh lakh phere lagaun jaaneyo
Oh ek waari jo baandh li dori
Main jug jug tenu hi paaun jaaneyo

 

Female : Ek tak tak ek apni nazar
Kadi aankh na churaun mere jaaneyo
Jithe tu uthe main ek apni dagar
Kadi haath na chhudaun jaaneyo

 

Female : Tere naam ka baandh kaleera
Main ban gayi meera
Ke kamli hokar main nachiyon ve
Mujhe koi rok nahi sakta

 

Both : Oh tujhse kiya hai jo waada
Woh tod nahi sakta
Mujhse chahe jo karwa le tu
Tujhe main chhod nahi sakta

 

Male : No fake promise hai yeh wada
Rahunga tera wada
Rahunga main tera …hai mera wada
Rahunga tera ..hai ye wada

Song Details

Official Video

Share this song:

More from T-Series