Mashallah Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Mashallah Song Lyrics is a track from T-Series Hindi Album-2026, Starring Yuvan and Janvi Sandhu. This song was sung by Yuvan. Music was composed by Fuego and lyrics work penned by Arry Gill.

 

 

Music : …………………..
Male : Meri jogan raatein
Ye din banjaare
Ye chaand sa chehra
Aankhon mein taare
Har ada hai kaatil
Dil kyon na haare
Main takta takta reh jaaun ye khoob nazaare
Male : Ek haath mein kangan
Ek kaan mein baali
Teri zulf lehrati
Koi ghata hai kaali
Tu bhar de aake mera dil hai khaali
Ye chadhta suraj kya maange chehre ki laali
Male : O maahi o maahi
Tenu dil di gal kehni
Mere yaar da nakhra haay masha allah
Mere yaar da nakhra haay masha allah 

Music : ………………………….

 

Male : Haay teri zulfanu puch puch odiyaan
Odiyaan ne channa ae hi paach
Ni tu mil jaave kite menu sodiyein
Laaiyaan siddhiyaan main rab nu sifaas

 

Male : Tera baat baat bhi yu gale laga ke
Chalti hoon kehke phir bhi na jaaye
Tu yaar hai mera bekaar zamaana
Main keh doon tujhko mil jaaye bas ek bahaana

 

Male : O maahi o maahi
Tenu dil di gal kehni
Mere yaar da nakhra haay masha allah
Mere yaar da nakhra haay masha allah
Mere yaar da nakhra haay masha allah
Mere yaar da nakhra haay masha allah
Mere yaar da nakhra haay masha allah
Mere yaar da nakhra haay masha allah

 

Music : ………………………….

Song Details

Official Video

Share this song:

More from T-Series