LYRIC

Singers : Abhijeet Bhattacharya and Alka Yagnik

Music by : Anand Raj Anand

Male : Ham hain masta maula
Ham hain masta maula
Apni dhun me hain magan
Dil ke badshah

Male : Ham hain masta maula
Ham hain masta maula
Apni dhun me hain magan
Dil ke badshah

Male : Jare ja mohbbat
Teri kya hakikat
Kab kya rang
Dikhaye kisko kya pata

Female : Ek najar idhar bhi
Dekh yar pyar kar
Dil diya hain tujhko
Maine aitbar kar

Male : Arey yar tony… ek sher
Yaad aaya sunau…
Male : Chal suna
Male : Aap ki nigah ne kaha
Toh kuchh jarur hain
Mera dil machal gaya
Toh mera kya kasur hain
Wah wah kya bat hain

Male : Arey goli kyo goli
De raha hain yar
Yeh toh kisi picture ka
Gana hain mere dost
Too original sun aa
Mera original suna

Male : Maikashi pe iss kadar
Kyo aapko garur hain
Hamko dekhiye hajur
Bin piye sarur hain

Male : Hay kya bat hain kya
Bat hain mar gaya

Male : Aap ki nigah ka
Asar hain yeh
Yake maikashi ka
Yeh khumar hain

Male : Aap ki nigah ka
Asar hain yeh
Yake maikashi ka
Yeh khumar hain
Hamko aaisa lag
Raha hain jane kyo
Ke aapko bhi hamse
Bahut pyar hain

Female : Hamne bat aaj
Tumse kehni thi yahi
Kabse dhundte the
Magar tum mile nahi

Male : Ham hain mast maula
Ham hain mast maula
Apni dhun me hain magan
Dil ke badshah

Male : Aye sun ek naya sher
Sun aa sharab ke upar hain

Male : Acha suna re mera apna hain

Male : Kabhi maikhane tak jate
Hain aur kam hi pite hain
Ghata julfo ki cha jaye
Toh bemausam bhi pite hain
Arey abhi toh wah bol

Male : Arey phir se goli
De raha hain yar
Yeh toh pankaj
Udhas ki ghajal hain

Male : Arey yar har bar
Pakad leta hain too

Male : Chal too mera sun ekdum
Original hain ekdum Male : Suna

Male : Jo anthi ke adde par jate
Hain woh kam kyo pite hain
Yeh kaise bewde hain
Jo peg gin gin ke pite hain

Male : Woh woh…

Male : Aapke bina na ji sakenge
Ham bat yahi sach hain man lijiye

Male : Aapke bina na ji sakenge
Ham bat yahi sach hain man lijiye
Bebasi hamari jan lijiye
Usake bad chahe jan lijiye

Female : Kaisi bebasi hain aapko
Hain kaisa gam
Ham bhi aapke hain
Dil bhi aapka sanam

Male : Ham hain masta maula
Ham hain masta maula
Apni dhun me hain magan
Dil ke badshah
Ja re ja mohbbat
Teri kya hakikat
Kab kya rang dikhaye
Kisko kya pata

Female : Ek najar idhar bhi
Dekh yar pyar kar
Dil diya hain tujhko
Maine aeitbar kar…..

Female : Laalalalaa laa laa
Laalalalaa laa laa
Laalalalaa laa laa
Lalalalalalala laa


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT