Dil Teri Deewangi Mein Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Dil Teri Deewangi Mein Song Lyrics is a track from Kismat Hindi Film – 2004, Starring Bobby Deol, Priyanka Chopra, Kabir Bedi, Amit Behl and Others. This song was sung Anand Raj Anand and Richa Sharma. Music was composed by Anand Raj Anand and lyrics work penned by Dev Kohli.

 

Female : Dil teri deewangi
Me kho gaya hain hoi

 

Female : Ha aa aaa…aa…
Dil teri deewangi
Me kho gaya hain
Dil teri deewangi
Me kho gaya hain

 

Male : Dil teri deewangi
Me kho gaya hain
Kho gaya hain

 

Female : Ho gaya hain ishq
Tumse ho gaya hain
Male : Ho gaya hain ishq
Tumse ho gaya hain

 

Female : Kal talak jo bat bhi karte na the
Jo nigahe char tak karte na the
Male : Kal talak jo bat bhi karte na the

 

Female : Aaj unko pyar hamse ho gaya hain
Aaj unko pyar hamse ho gaya hain
Ho dil teri deewangi me kho gaya hain

 

Female : Tum miley toh yeh khudayi mil gayi
Har khushi jo thi parayi mil gayi
Male : Hoo oo ooo
Tum miley toh yeh khudayi mil gayi
Har khushi jo thi parayi mil gayi mil gayi

 

Female : Meharban mujhpe
Mera rab ho gaya hain
Male : Meharban mujhpe
Mera rab ho gaya hain

 

Male : Dil teri deewangi
Me kho gaya hain

 

Female : Ho gaya hain ishq
Tumse ho gaya hain
Chorus : Ho gaya hain ishq
Tumse ho gaya hain
Ho gaya hain ishq
Tumse ho gaya hain….

 

Female : Ishq ne aankhe karam
Ham pe kiye hain
Yar ki aaghosh se lipte huye hain
Male : Ishq ne aankhe karam
Ham pe kiye hain
Yar ki aaghosh se lipte huye hain
Hoo oo oo

 

Female : Khwab jo dekha tha
Poora ho gaya hain
Khwab jo dekha tha
Poora ho gaya hain

 

Female : Ho dil teri deewangi
Me kho gaya hain

 

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Kismat