Dil Ka Aalam Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Dil Ka Aalam Song Lyrics is a track from Aashiqui Hindi Film – 1989, Starring Rahul Roy, Anu Aggarwal, Deepak Tijori and Others. This song was sung Kumar Sanu. Music was composed by Nadeem–Shravan and lyrics work penned by Sameer.

 

Male : Hoo hoo hoooooo
Hoo ho ho hoo oo oo ooo

 

Male : Dil ka aalam main kya batau tujhe
Dil ka aalam main kya batau tujhe
Ek chehre ne bahot
Ek chehre ne bahot
Pyar se dekha mujhe…

 

Male : Dil ka aalam main kya batau tujhe
Dil ka aalam main kya batau tujhe
Ek chehre ne bahot
Ek chehre ne bahot
Pyar se dekha mujhe…
Dil ka aalam main kya batau tujhe

 

Male : Wo mere saamne baithi hai magar
Usse kuchh baat na ho payi hai
Main ishara bhi agar karta hu
Iss me ham dono ki ruswayi hai
Iss me ham dono ki ruswayi hai

 

Male : Dil ka aalam main kya batau tujhe
Dil ka aalam main kya batau tujhe

 

Male : Wo to hotho se kuchh bhi kehti nahi
Uski aankho me ek kahani hai
Us kahani me naam hai mera
Mujhpe kudrat ki meharbani hai
Mujhpe kudrat ki meharbani hai

 

Male : Dil ka aalam main kya batau tujhe
Dil ka aalam main kya batau tujhe
Ek chehre ne bahut
Ek chehre ne bahut
Pyar se dekha mujhe
Dil ka aalam main kya batau tujhe

 

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Aashiqui