Main Duniya Bhula Dunga Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Main Duniya Bhula Dunga Song Lyrics is a track from Aashiqui Hindi Film – 1989, Starring Rahul Roy, Anu Aggarwal, Deepak Tijori and Others. This song was sung Kumar Sanu and Anuradha Paudwal. Music was composed by Nadeem–Shravan and lyrics work penned by Sameer.

 

Male : Main duniya bhula dunga
Teri chahat me..
Main duniya bhula dunga
Teri chahat me
O dushman jamana
Mujhe na bhulana
Main khud ko mita dunga
Teri chahat me

 

Female : Main duniya bhula dungi
Teri chahat me..
Main duniya bhula dungi
Teri chahat me
Tera saath chhuta
Ye waada jo tuta
Main khud ko mita dungi
Teri chahat me

 

Male : Main duniya bhula dunga
Teri chahat me..

 

Female : Meri saase teri khushbu
Mere dil me.. teri dhadkan
Meri mehafil… teri baate
Meri aankhe… tera darpan
Bin tere kuch bhi nahi main..
Bin tere kuch bhi nahi main..

 

Female : Main har gam utha lungi
Teri chahat me
Tera saath chhuta
Ye waada jo tuta
Main khud ko mita dungi
Teri chahat me

 

Male : Main duniya bhula dunga
Teri chahat me..

 

Male : Seene se…lag jaa tu…
Main hu tera… deewana
Mujhe tujhse… milne se..
Rokega..kya jamana
Choduga na saath tera..
Chhoduga na saath tera..

 

Male : Main sab kuch luta dunga
Teri chahat me
O dushman jamana
Mujhe na bhulana
Main khud ko mita dunga
Teri chahat me

 

Female : Main duniya bhula dungi
Teri chahat me
Tera saath chhuta
Ke waada jo tuta
Main khud ko mita dungi
Teri chahat me

 

Male : Main duniya bhula dunga
Teri chahat me..
Female : Teri chahat me..
Male : Ha.. teri chahat me..

 

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Aashiqui