Bheegi Huyi Koyi Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Bheegi Huyi Koyi Song Lyrics is a track from Chameli Hindi Film – 2004, Starring Kareena Kapoor and Rahul Bose. This song was sung Sunidhi Chauhan. Music was composed by Sandesh Shandilya and lyrics work penned by Irshad Kamil.
Male : Haan.. Aa.. Haan..
Haan Haan Haan
Haan Haan
Female : Bheegi huyi
Koyi shaam woh
Mehka huya
Koyi naam woh
Bin baat hi
Hoti hai nilaam woh
Mashhoor hai
Phir bhi badnaam woh
Female : Jaane.. huua hai
Aaj kya hamein na hum
Jaane kyun humko
Yaaad.. aaye woh
Female : Abb iss tarah
Usko sochta hoon
Guzare huye
Woh pal rokta hoon
Male : Woh pal kahi
Kho gaye hain jo apne
Aur saath bhi
Ho gaye hain jo sapne
Male : Jaane.. huya hai
Aaj kya hamein na hum
Jaane.. kyun humko
Yaaad.. aaye woh
Male : Woh roshni woh aag hai
Ya phir koyi charaag hai
Jisse dheere dheere hai jalna
Jisse is tarha hi hai chalna
Female : Kissi mod pe woh aaj bhi
Kandeel si jalegi
Shahar ki dhoop si
Bewaqt hi dhhalegi
Male : Kyun humko yaad.. aaye woh
Female : Bheegi huyi koyi shaam woh
Mehka huya koyi naam woh
Bin baat hi hoti hai nilaam woh..
Mashhoor hai phir bhi badnaam woh..
Both : Jaane.. huya hai
Aaj kya hamein na hum
Jaane.. kyun hum ko
Yaaad.. aaye woh
Hindi lyrics are not available for this song yet.