LYRIC

Singer : Sunidhi Chauhan

Music by : Anand Raj Anand

Chorus : Deewana dil deewana deewana dil
Deewana dil deewana deewana dil

Female : Dil hai deewana ek nahi mana
Dil ko bada samjhana pada haye
Sajna se milne jana pada

Female : Haai
Dil hai deewana ek nahi mana
Dil ko bada samjhana pada haye
Sajna se milne jana pada

Female : Dil deewana ek nahi mana
Dil ko bada samjhana pada
Cham chama cham
Chama chama cham
Jhanjhariya ko chhankana pada haye
Sajna se milne jana pada

Female : Dil deewana ek nahi
Mana dil ko samjhana pada
Cham chama cham
Chama chama cham
Jhanjhariya ko chankana pada haye
Sajna se milne jana pada

Female : Laj mujhe roke hai
Prit mujhe khiche
Laj mujhe roke hai
Prit mujhe khiche
Chali re chali re mai toh
Ankhiyo ko miche
Chali re chali re mai toh
Ankhiyo ko miche

Female : Pyar kiya toh kiya sharmana
Akhir ghunghta uthana pada haye
Sajna se milne jana pada

Female : Rutha huwa rab mera
Maan ke na mane
Rutha huwa rab mera
Maan ke na mane
Nikali hu mai toh mere
Piya ko manane
Nikali hu mai toh mere
Piya ko manane
Mushkil hai mera laut ke jana
Sajde me sar ko
Jhukana pada haye
Sajna se milne jana pada

Female : Dil deewana ek nahi mana
Dil ko bada samjhana pada
Cham chama cham
Chama chama cham
Jhanjhariya ko chankana pada haye
Sajna se milne jana pada
Deewana dil deewana deewana dil
Deewana dil deewana deewana dil…..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT