Rani Tu Hi Diwali Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Rani Tu Hi Diwali Song Lyrics is a track from T-Series Hindi Album-2026, Starring Ankur Aggarwal and Jasmeet Kaur. This song was sung by Manan Bhardwaj. Music was composed by Kamal Bharti, Manan Bhardwaj and Nataraj Kshetricha and lyrics work penned by Manan Bhardwaj.

 

 

 

Music : …………………….

 

Male : Ek kahaani tumko sunaayein
Khud ko raaja tumhein raani bataayein
Pairon se sar tak haan tumko sajaayein
Kaan ke peechhe thoda kaajal rakha hai
Sab mein se sabse tu khoobsurat
Tera sadka sabse karaayein

 

Male : Aao na tum aao na
Mere soone se dil mein aao na
Aao na tum aao na
Leke saari woh khushiyaan tum aao na

 

Male : Raaste sajaate hain hum
Khud ko bichhaate hain
Bas ye keh do ki tum aa rahi ho

 

Male : Jab se dekha hai chehra tumhaara
Saanson ki jagah bas tum aa rahi ho
Saanson ki jagah bas tum aa rahi ho
Saanson ki jagah bas tum aa rahi ho

 

Male : Mandir jaise ghar ko sajaayein
Nazrein utaar teri pooja karaayein
Tujhko bitha ke tujhe dekhe hi jaayein
Maathe pe tere laal bindi lagaayein
Aise lage jaise tu hi diwali
Naam ke tere saath deepak jalaayein

 

Male : Aao na tum aao na
Mere soone se dil mein aao na
Aao na tum aao na
Leke saari woh khushiyaan tum aao na

Song Details

Official Video

Share this song:

More from T-Series