Shri Ram Ki Gali Mein Tum Jana Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Shri Ram Ki Gali Mein Tum Jana Song Lyrics is a track from T-Series Hindi Album-2026, Starring Tulsi Kumar and Others. This song was sung by Tulsi Kumar. Music was composed by Raju Das and lyrics work penned byJai Shankar Chaudhary (Banwari Ji).
Chorus : Shri ram ki gali mein tum jaana
Wahan naachte milenge hanumana
Female : Shri ram ki gali mein tum jaana
Wahan naachte milenge hanumana
Music : …………………..
Female : Unke tan mein hai ram unke man mein hai ram
Chorus : Unke tan mein hai ram unke man mein hai ram
Female : Apni aankhon se dekhe woh kann-kann mein ram
Chorus : Apni aankhon se dekhe woh kann-kann mein ram
Female : Shri ram ka woh ho gaya deewana
Wahan naachte milenge hanumana
Chorus : Shri ram ki gali mein tum jaana
Wahan naachte milenge hanumana
Music : .……………..
Female and Chorus : Shri ram jay ram jay jay ram
Shri ram jay ram jay jay ram
Shri ram jay ram jay jay ram
Shri ram jay ram jay jay ram
Female : Aisa ramji se jod liya naata
Chorus : Aisa ramji se jod liya naata
Female : Jab bhi dekho unhi ke gun gaata
Chorus : Jab bhi dekho unhi ke gun gaata
Female : Shri ram ke charan mein thikaana
Wahan naachte milenge hanumana
Shri ram ki gali mein tum jaana
Wahan naachte milenge hanumana
Female and Chorus : Shri ram jay ram jay jay ram
Shri ram jay ram jay jay ram
Shri ram jay ram jay jay ram
Shri ram jay ram jay jay ram
Female : Unse kehna ram-ram woh kahenge ram-ram
Chorus : Unse kehna ram-ram woh kahenge ram-ram
Female : Kuch bhi sunte nahi bas sunenge ram-ram
Chorus : Kuch bhi sunte nahi bas sunenge ram-ram
Female : Mahamantra hai ye bhool nahi jaana
Wahan naachte milenge hanumana
Shri ram ki gali mein tum jaana
Wahan naachte milenge hanumana
Female and Chorus : Shri ram ki gali mein tum jaana
Wahan naachte milenge hanumana
Female : Shri ram ki gali mein tum jaana
Wahan naachte milenge hanumana
Female and Chorus : Shri ram jay ram jay jay ram
Shri ram jay ram jay jay ram
Shri ram jay ram jay jay ram
Shri ram jay ram jay jay ram
Beat Music : …………….
Female : Wahan naachte milenge hanumana