Tere Bina Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Tere Bina Song Lyrics is a track from Times Music Hindi Album-2026, Starring Kashmea Wahi and Keshav Mehta. This song was sung by Abhijeet Srivastava. Music was composed by Uddipan Sharma and lyrics work penned by Shloke Lal.
Music : ……………………..
Male : Aata nahi hai kissi pe mera dil bin baat ke
Tum chaand jaise ho sooni meri kaali raat ke
Aata nahi hai kissi pe mera dil bin baat ke
Tum chaand jaise ho sooni meri kaali raat ke
Lage mujhe tu dua jaisa os waali tu subha jaisa
Maara gaya dil ye bekasoor
Male : Tere bina main reh naa sakoon
Tumse magar keh naa sakoon
Tere bina main reh naa sakoon
Tumse magar keh naa sakoon
Male : Hooo ooo ooo hooo ooo ooo ooo
Music : ………………………..
Male : Main to hoon issi jatan mein
Thodi si mere badan pe
Chalak chalak jaaye teri
Gunguni si dhoop
Male : Rehna hai tere asar mein
Naa chhodu koi kasar main
Saudebaaziyon mein dil ki
To mazza hai khoob
Male : Lafzon mein lafzon mein
Humein pirona naa aaye
Tu jaise tu jaise
Sanam kiye jaaye
Male : Chaashni si teri baaton se
Bholi bhali in akhon se
Maara gaya dil ye bekasoor
Male : Tere bina main reh naa sakoon
Tumse magar keh naa sakoon
Tere bina main reh naa sakoon
Tumse magar keh naa sakoon
Male : Hooo ooo ooo hooo ooo ooo ooo
Music : ………………………..