Bin Kasoor Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Bin Kasoor Song Lyrics is a track from Times Music Hindi Album-2026, Starring Akasa Singh and Aniket Shukla. This song was sung by Akasa Singh and Aniket Shukla. Music was composed by Garvit Soni and lyrics work penned by Aniket Shukla.
Female : Anchahe faasle jo aa gaye hai
Ab hum kya kare kya na kare
Tu bhi nahi hai pass me toh
Kisko dil ki bayan kare ha kya kare
Female : Tere meri kahani toh na bane afsana
Meri saanson ke sath hi hai
Ummeedon ka bhi jaana
Female : Bin kasoor bataye mera
Tera chhod k mujhko jaana
Kehte sab tera pagal mujhko
Pehle kehte the deewana
Female : Kya pata gham badle khushi mein
Ho jaye tere laut ke aana
Ab lage ke juda na hote
Jo teri baatein sunte jaana
Humming : ……………..
Male : Suljha na payein jo hua
Hum uljhe jaaye re
Ke jitna kareeb jaaye
Badh rahe hai utne faasle
Male : Metho sohne chehre tujhe vi bathere milne
Par dil kise de ni inne gehre milne
Main kinare pe baitha intezar karu
Kab aaeingi tujhe ye le k lehrein milne
Male : Dekhna jise naseeb nahi
Use chahu gale lagana
Tere jaane se aankh bhari
Main chahu tujhe dikhana
Male : Bin kasoor bataye mera
Tera chhod k mujhko jaana
Female : Kehte sab tera pagal mujhko
Pehle kehte the deewana
Male : Kya pata gham badle khushi mein
Ho jaye tere laut ke aana
Female : Ab lage ke juda na hote
Jo teri baatein sunte jaana
Music : ……………………..