Madira Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Madira Song Lyrics is a track from T-Series Hindi Album-2026, Starring NA. This song was sung by Hardik Bhardwaj. Music was composed by Hardik Bhardwaj and lyrics work penned by SCXTCH.
Music : ………………..
Male : Dheeme dheeme mann mein mere utre jaise koi madira
Koi madira
Teri aankhon pe zulfon ka pehra ho gayi surmai sham
Surmai sham…
Male : Nazakat dikha ke na nazrein mila
Baaton mein dil ko na yun uljha
Tujhko nihaaru main ishq bazaaron mein
Behke jo chalti hawa
Male : Dheeme dheeme mann mein mere utre jaise koi madira
Teri aankhon pe zulfon ka pehra ho gayi surmai sham
Surmai sham
Male : Resham se hain khyaal
Kya hi kehne kamaal
Poochho zara mera haal
Male : Main reh na paaunga tere bina
Jaise bina raagon ke hoti veena
Jab se mila ye silsila
Khwabon ka ye faisla
Male : Dheeme dheeme mann mein mere utre jaise koi madira
Koi madira
Teri aankhon pe zulfon ka pehra ho gayi surmai sham
Surmai sham
Male : Vaare vaare tujhpe vaare
Dil ke badle dil hi haare
Chehra tera chaand sa jaanam
Khafa hue hain ye sab taare
Male : Vaare vaare tujhpe vaare
Dil ke badle dil hi haare
Chehra tera chaand sa jaanam
Khafa hue hain ye sab taare
Music : ………………..