Ek Din Tera Zamana Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Ek Din Tera Zamana Song Lyrics is a track from Hum Log Hindi Film-1951, Starring Balraj Sahni, Nutan, Shyama, Sajjan, Cuckoo, Anwar Hussan, Kanhaiya Lal, Durga Khote, Ratan and Others. This song was sung by G. M. Durrani and Shamshad Begum. Music was composed by Roshanlal Nagrath (Roshan) and lyrics work penned by Uddhav Kumar, Vishwamitra Adil.
Humming : Haaa aaa aaa …..
Music : ………………
Chorus : Gaaye chala ja gaaye chala ja
Ek din tera bhi zamana aayega
Gaaye chala ja gaaye chala ja
Ek din tera bhi zamana aayega
Both : Pukarta hai aasaman
Badal hi jaayega jahaan
Bahar aa hi jaayegi guzar
Hi jaayegi khizaan
Chorus : Gaaye chala ja gaaye chala ja
Ek din tera bhi zamana aayega
Gaaye chala ja gaaye chala ja
Ek din tera bhi zamana aayega
Music : ……………
Both : Sitam ke tir khaaye ja
Magar kadam badhaaye ja
Yahi hai shaan e zindagi
Naye diye jalaaye ja
Tu aansuo ke saaz par
Khushi ke git gaaye ja
Chorus : Gaaye chala ja gaaye chala ja
Ek din tera bhi zamana aayega
Gaaye chala ja gaaye chala ja
Ek din tera bhi zamana aayega
Music : ……………
Both : Zameen bhi tere saath
Aasaman bhi tere saath hai
Jo tu jahaan ke saath hai
Jahaan bhi tere saath hai
Both : Ye rit hai jahaan ki ye git hai naseeb ka
Amir kha chukaa bahut zamana hai garib ka
Male : Zamana hai garib ka zamana hai garib ka
Chorus : Gaaye chala ja gaaye chala ja
Ek din tera bhi zamana aayega
Gaaye chala ja gaaye chala ja
Ek din tera bhi zamana aayega
Music : ……………
Chorus : Gaaye chala ja gaaye chala ja
Ik din tera bhi zamana aayega
Humming : Haaa aaa aaa …..