Dil Ki Pareshaniya Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Dil Ki Pareshaniya Song Lyrics is a track from Hum Log Hindi Film-1951, Starring Balraj Sahni, Nutan, Shyama, Sajjan, Cuckoo, Anwar Hussan, Kanhaiya Lal, Durga Khote, Ratan and Others. This song was sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh). Music was composed by Roshanlal Nagrath (Roshan) and lyrics work penned by Uddhav Kumar, Vishwamitra Adil.
Music : ………………….
Male : Dil ki pareshaniya
Ishq ki veeraniya
Koun sunega meri
Dard bhari dastaan
Dard bhari dastaan
Male : Dil ko mere tod ke
Saath mera chhod ke
Tune to sab paa liyaa
Mein ne gawayaan jahaan
Dard bhari dastaan
Male : Dil mein teri yaad hai
Phir bhi yeh barbaad hai
Dil mein teri yaad hai
Phir bhi yeh barbaad hai
Male : Tu hi bata de mujhe
Mein hun kahaan tu kahaan
Mein hun kahaan tu kahaan
Dard bhari dastaan
Male : Dil ki pareshaniya
Ishq ki veeraniya
Koun sunega meri
Dard bhari dastaan
Dard bhari dastaan
Music : .…………..
Male : Teri nazar kya phiri
Phir gayi taqdeer bhi
Teri nazar kya phiri
Phir gayi taqdeer bhi
Male : Rone lagi zindagi
Hans ne laga aasmaan
Hans ne laga aasmaan
Dard bhari dastaan
Male : Dil ki pareshaniya
Ishq ki veeraniya
Koun sunegaa meri
Dard bhari dastaan
Dard bhari dastaan.