Saale Dil Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Saale Dil Song Lyrics is a track from Pehla Pyaar Doosri Baar Hindi Film -2026, Starring Sparsh Walia, Alisha Chopra, Kunal Vaid, Sakshi Vaidya and Others. This song was sung by Aditya Rikhari. Music was composed by Rochak Kohli and lyrics work penned by Gurpreet Saini.

 

 

 

Music : ……………..

 

Male : Saale dil tere chakkar mein
Ranjha tabaah ho gaya
Saale dil tere chakkar mein
Ranjha tabaah ho gaya

 

Male : Apni barbaadiyon ka khud hi
Gawaah ho gaya
Saale dil tere chakkar mein
Ranjha tabaah ho gaya

 

Male : Do pal ki hai teri talab aashiqui
Tujhe mujhse zaroori matlab aashiqui
Har shaam tu uski baahon mein mile
Jaise beer hai tu aur hai pub aashiqui

 

Male : Tujhko bola tha zyada na deewaana ban
Woh patang hai agar toh tu manjha na ban
Woh toh udti rahi mera katt-ta raha
Mere chain ke o qaatil

 

Male : Saale dil tere chakkar mein
Ranjha tabaah ho gaya
Saale di tere chakkar mein
Ranjha tabaah ho gaya

 

Music : ……………….

 

Male : Jo kahein mard ko dard hota nahin
Dekhe toh woh zara mujhko rota kabhi
Jo kahein mard ko dard hota nahin
Dekhe toh woh zara mujhko rota kabhi
Hai teri hi badaulat yeh haal hua
Tu maze le gaya istemaal hua main

 

Male : Na jaane de rahi na woh jeene de rahi
Na hi zakhmon ko mere woh seene de rahi
Roz gham yeh bhulaane ko rum hai lage
Uspe therapy ka bill

 

Male : Saale dil tere chakkar mein
Ranjha tabaah ho gaya
Apni barbaadiyon ka khud hi
Gawaah ho gaya

 

Male : Haan saale dil tere chakkar mein
Ranjha tabaah ho gaya
Saale dil saale dil
Ranjha tabaah ho gaya
Ranjha tabaah ho gaya

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Pehla Pyaar Doosri Baar