Jaane Kis Mod Pe Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Jaane Kis Mod Pe Song Lyrics is a track from Pehla Pyaar Doosri Baar Hindi Film-2026, Starring Sparsh Walia, Alisha Chopra, Kunal Vaid, Sakshi Vaidya and Others. This song was sung by Darshan Raval and Shreya Jain. Music was composed by Rochak Kohli and lyrics work penned by Gurpreet Saini.
Music : ………………….
Male : Behki ho raat koi behka ho saath koi
Dil pe na kaabu rahe aisi ho jaaye baat koi
Behki ho raat koi behka ho saath koi
Dil pe na kaabu rahe aisi ho jaaye baat koi
Thodi ho betaabi aur thoda nasha bhi
Male : Ye dil naadaan hai ye anjaan hai
Kahape isse kaun le jaaye
Galiyon ke naro mein wadion pahaadon mein
Ya kisi dariya ke paar
Jaane kis mod pe mil jaaye tujhe pyaar
Male : Itne deewanon mein koi toh deewaana hai
Kare jo tera intezaar
Jaane kis mod pe mil jaaye tujhe pyaar
Jaane kis mod pe mil jaaye tujhe pyaar
Music : ……………..
Male : Haan khwabon mein kahin ki wo chehra
Dil ne padha toh hai
Barson isika intezaar
Dil ne kara toh hai
Female : Woh khayaalon mein se aap utar yun dil mein aa base
Ke phir jahaan mein aur koi apna na lage aise hum agar
Muskuraye sath koi sath ho daas koi
Samjhe wo baat sari jab ho na baat koi
Thodi ho betaabi aur thoda nasha bhi
Both : Ye dil naadaan hai ye anjaan hai
Kahape isse kaun le jaaye
Male : Galiyon ke naro mein wadion pahaadon mein
Ya kisi dariya ke paar
Jaane kis mod pe mil jaaye tujhe pyaar
Female : Itne deewanon mein koi toh deewaana hai
Kare jo tera intezaar
Male : Jaane kis mod pe mil jaaye tujhe pyaar
Both : Jaane kis mod pe mil jaaye tujhe pyaar
Chorus : Behki ho raat koi behka ho saath koi
Male : Behki ho raat koi behka ho saath koi
Chorus : Dil pe na kaabu rahe aisi ho jaaye baat koi
Male : Dil pe na kaabu rahe aisi ho jaaye baat koi
Female : Ye dil naadaan hai ye anjaan hai
Kahape isse kaun le jaaye
Male : Galiyon ke naro mein wadion pahaadon mein
Ya kisi dariya ke paar
Jaane kis mod pe mil jaaye tujhe pyaar
Female : Itne deewanon mein koi toh deewaana hai
Kare jo tera intezaar
Male : Jaane kis mod pe mil jaaye tujhe pyaar
Both : Jaane kis mod pe mil jaaye tujhe pyaar