Saadgi Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Saadgi Song Lyrics is a track from T-Series Hindi Album-2026, Starring Stebin Ben. This song was sung by Stebin Ben. Music was composed by Raees and Zain-Sam and lyrics work penned by Vikki Nagar.
Male : Sajanaaaa…haaaan haaa
Male : Sadgi to hamari jara dekhiye
Sadgi to hamari jara dekhiye
Aitbar aapke vaade par karr liya
Sadgi to hamari jara dekhiye
Sadgi to hamari jara dekhiye
Aitbar aapke vaade par karr liya
Male : Baat to sirf ek raat ki thi magar
Intezar aapka umr bhar karr liya
Sadgi to hamari jara dekhiye
Aitbar aapke vaade par karr liya…..haaa aaa aaaaa
Male : Kis shauk kis tamanna kis dargah sadgi se
Ham aapki shikayat karte hain aap hi se
Male : Jikra ek bewafa aur sitamghar ka tha
Jikra ek bewafa aur sitamghar ka tha
Aapka aisi baaton se kya vasta
Aapka aisi baaton se kya vasta
Male : Aap to bewafa sitamghar nahin
Aapne kis liye munh udhar karr liya
Sadgi to hamari jara dekhi
Aitbar aapke vaade par karr liya
Male : Tere adab ki rudad ho gaye hain ham
Badey khuloos se barbad ho gaye hain ham
Male : Ishk mein ulajhne pehle hi kam na thi
Ishk mein ulajhne pehle hi kam na thi
Aur paida naya dard sar karr liya
Aur paida naya dard sar karr liya
Male : Log darte hain kaatil ki parchhai se
Hamane kaatil ke dil mein bhi ghar kar liya
Sadgi to hamari jara dekhi
Aitbar aapke vaade par karr liya
Music : ……………….
Male : Bekarari milegi lutega sukun
Bekarari milegi lutega sukun
Chain chin jayega neend ud jaegi
Chain chin jayega neend ud jaegi
Male : Apna anjaam sab humko maloom tha
Aapse dil ka sauda magar kar liya
Sadgi to hamari jara dekhiye
Aitbar aapke vaade par kar liya
Male : Chehre pe noor us pe suroor dilchur kyon na ho jaye
Kaisa asar hai bahgi najar hai magar kyon na ho jaye
Tera dil bekarar majboor kyon na ho jaye
Manga khuda bhi tujhko dua mein manjoor kyon na ho jaye
Male : Sadgi to…….. hamari jara dekhiye
Hindi lyrics are not available for this song yet.