Madhubala Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Madhubala Song Lyrics is a track from Jeena Dil Se Hindi Film -2026, Starring Lakshya Handa, Abhishek Singh, Yash Purohit, Tejender Singh, Kunal Chhabra and Others. This song was sung by Soumee Sailsh. Music was composed by Rahul Jain and lyrics work penned by by Kunaal Vermaa.

 

 

Female : Madhushala mein madhubala main
Madhushala mein madhubala

 

Female : Aankhein meri toh vanilla
Baatein sharabi tequila
Aankhein meri toh vanilla
Baatein sharabi tequila

 

Female : Mujhko dikhana tu paimana
Main toh khud chalti phirti hoon maikhana
Maikhana maikhana

 

Female : Madhushala mein madhubala main
Madhushala mein madhubala
Madhushala mein madhubala main
Madhushala mein madhubala

 

Female : Are aaja re aaja re
Aaja re rangeele piya
Behti ganga mein
Dubki laga le piya

 

Female : Kaam mera hai mehfil sajaana
Main aaj rohtak mein kal neemrana
Kaam mera hai mehfil sajaana
Main aaj rohtak mein kal neemrana

 

Female : Nandi ke beera kyun chaale hai chod mein
Hat ja re taau sou chore hain daud mein

 

Female : Ho o o tanne chhori milegi haryane si na
Chaahe dhoondh le saare
Leke diya diya
Diya diya aa aa aa

 

Female : Madhushala mein madhubala main
Madhushala mein madhubala
Madhushala mein madhubala main
Madhushala mein madhubala

 

Female : Door babu moshaye na jaana
Pushpa samajh ke gale se lagaana
Arey door babu moshaye na jaana
Pushpa samajh ke gale se lagaana

 

Female : Bottle ho koi bhi feeling toh same hai
Daaru se zyada toh peene mein prem hai

 

Female : Are baitha hai kyun muh latka ke piya
Ho ja better thodi si gatka ke piya
Piya piya piya aa aa aa

 

Female : Madhushala mein madhubala main
Madhushala mein madhubala
Madhushala mein madhubala main
Madhushala mein madhubala

Song Details

Official Video

Share this song:

Never miss a beat.

Get the latest hits, new lyricist additions, and trending songs delivered straight to your inbox.