Tu Lele Maaza Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Tu Lele Maaza Song Lyrics is a track from Jeena Dil Se Hindi Film -2026, Starring Ruma Sharma, Lakshya Handa, Mehak Jain, Yash Purohit, Kunal Chhabra, Deeksha Suryawanshi, Teji Singh, Priyanka Modgill, Shivani Wazir, Kanchan Singh, Kiara Diwan, Abhishek Singh Rajput, Shradha Joshi, Muskan Varshney, Kriti Verma and Kushagra Singh. This song was sung by Asees Kaur. Music was composed by Prashant Ingole and lyrics work penned by Prashant Ingole.

 

 

 

Female : Jaana kahaan pata nahi hai
Kuchh paana hai kya pata nahi hai

 

Female : Jaana kahaan pata nahi hai
Kuchh paana hai kya pata nahi hai
Duniya hai mutti mein tension hai chhutti pe
Aur gham hai sab laapata

 

Female : Tu le le maaza maaza maaza
Tu le le maaza maaza maaza
Iss zindagi ka
Tu le le maaza maaza maaza haan
Tu le le maaza maaza maaza
Iss zindagi ka

 

Female : Tu le le maaza maaza maaza
Tu le le maaza maaza maaza
Iss zindagi ka o yara haan

 

Female : Khuli baahein khuli raahein
Tujhko bulaaye aa jaa
Aasmaan ye sar ko jhukaaye
Kuch gungunaaye aa jaa

 

Female : Khuli baahein khuli raahein
Tujhko bulaaye aa jaa
Aasmaan ye sar ko jhukaaye
Kuch gungunaaye aa jaa

 

Female : Sapne jo aadhe hain
Toote jo waade hain
Kar de unhe tu dafa?

 

Female : Tu le le maaza maaza maaza
Tu le le maaza maaza maaza
Iss zindagi ka
Tu le le maaza maaza maaza haan
Tu le le maaza maaza maaza
Iss zindagi ka

 

Female : Tu le le maaza maaza maaza
Tu le le maaza maaza maaza
Iss zindagi ka o yara haan

Song Details

Official Video

Share this song:

Never miss a beat.

Get the latest hits, new lyricist additions, and trending songs delivered straight to your inbox.