Awaara Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Awaara Song Lyrics is a track from T-Series Hindi Album -2026, Starring Asfi Javed and Raghav Chaitanya. This song was sung by Raghav Chaitanya. Music was composed by Raghav Chaitanya and lyrics work penned by by Siddhant Kaushal.
Male : Tu meri na ho saki to
Phir bhi main tera raha
Maine ye jaana tera banke
Tujhko khabar ho ya na
Male : Behti rehti hawaon jaisa maila tha
Haalaton ka tha maara
Male : Aawara main to na tha
Tera hoon tera hi raha
Aankhon mein meri dekh le tu
Tera hai chehra sada
Male : Aawara o o
Aawara o o
Aawara o o
Aawara o o
Male : Kuch lamhon ki saazishon ne
Rasta kiya tha juda
Na chahte hue bhi tujhko
Kehna pada alvida
Male : Agle pichhle mausam ke jaisa main na tha
Sadiyon jaisa tha yaara
Male : Aawara main to na tha
Tera hoon tera hi raha
Aankhon mein meri dekh le tu
Tera hai chehra sada
Male : Koi le sakta na teri jagah
Gairon ki duniya mein tha tu saga
Male : Aawara main to na tha
Tu hi tha ghar ka pata
Aankhen hain nam aaj meri
Tere bina main laapata
Male : Aawara o o
Aawara o o
Aawara o o
Aawara o o
Hindi lyrics are not available for this song yet.