Tu Toh Badi Bhaagan Hai Radha Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Tu Toh Badi Bhaagan Hai Radha Song Lyrics is a track from T-Series Hindi Album -2026, Starring Savish and Devi Neha Saraswat. This song was sung by Devi Neha Saraswat. Music was composed by Shubh Jha and lyrics work penned by Akhil Singh.
Female : Tu to badi bhaagan hai radha
Jo shyaam darsh ko paayo hai
Tu to badi bhaagan hai radha
Jo shyaam darsh ko paayo hai
Female : Man mera bas shyaam ki dhoon mein
Jivan saro bitayo hai
Man mera bas shyaam ki dhoon mein
Jivan saro bitayo hai
Female : Mein chaahati thi nidhi ban jana
Bhaag mein tune na likha
Chahti thi mein nidhi ban jana
Bhaag mein tune na likha
Female : Kanha ki murali sunne ka
Avsar mujhko na mila
Chahti thi mein nidhi ban jana
Bhaag mein tune na likha
Kanha ki murali sunne ka
Avsar mujhko na mila
Kaash ki karti mein baithi doli
Ghatta sang tere kuch xan mera
O radha
Female : Tu to badi bhaagan hai radha
Jo shyaam darsh ko paayo hai
Man mera bas shyaam ki murat
Dekh ke jivan bitayo hai
Female : Tum ho ghane jagat ke radhe
Jo kanha ki nind churaye
Tum ho ghane jagat ke radhe
Jo kanha ki nind churaye
Female : Kahte mujhe bhi keshav priya
Madhav se jude bhaav mile
Tum ho ghane jagat ke radhe
Jo kanha ki nind churaye
Kahte mujhe bhi keshav priya
Madhav se jude bhaav mile
Mujhse to bhaagin braj sara
Jin logo ko shyaam ne tara
Radha
Female : Tu to badi bhaagan hai radha
Jo shyaam darsh ko paayo hai
Man mera bas shyaam ki murat
Dekh ke jivan bitayo hai
Hindi lyrics are not available for this song yet.