Woh Tassavvur Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Woh Tassavvur Song Lyrics is a track from Aitraaz Hindi Film – 2004, Starring Akshay Kumar, Priyanka Chopra, Kareena Kapoor, Amrish Puri, Annu Kapoor and Paresh Rawal. This song was sung Alka Yagnik and Udit Narayan. Music was composed by Himesh Reshammiya and lyrics work penned by Sameer.
Female : Woh tassavur ka aalam
Woh dil e aashiqui..
Female : Woh tassavur ka aalam
Woh dil e aashiqui..
Woh diwaana mausam
Woh teri dillagi
Female : Hamko bada hi.. kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar
Pyaar pyaar pyaar..
Female : Woh mohabbat ke din
Woh ghadi woh palchhin
Woh chhalakta mausam
Baarishon ki rhimjhim
Female : Hamko bada hi.. kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar
Pyaar pyaar pyaar
Male : Saanson ki woh hulchul
Woh mahekta aanchal
Baahon ke woh ghere
Zulf ka woh baadal
Male : Hamko bada hi.. kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar
Pyaar pyaar pyaar..
Chorus : Tuu.. ruru ruru ruru..
Tuu.. ruru ruru ruru..
Tuu.. ruru ruru ruru..
Tuu.. ruru..
Male : Woh tera sharmaana
Chorus : Hai hai..
Male : Woh nazar ka jhukna
Chorus : Hai hai..
Male : Jaate jaate tera
Chorus : Hai hai..
Male : Woh achaanak mudna
Chorus : Hai hai..
Male : Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar
Pyaar pyaar pyaar …
Female : Woh mere bin bole
Tera samajh lena
Woh ishaaron se hi
Baat sab keh dena
Female : Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar
Pyaar pyaar pyaar ..
Male : Woh ladaayi jagde
Chorus : Hai hai..
Male : Baad mein pachhtaana
Chorus : Hai hai..
Male : Roothh ke woh jaana
Chorus : Hai hai..
Male : Laut ke phir aana
Chorus : Hai hai..
Male : Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar
Pyaar pyaar pyaar …
Both : Woh tassavur ka aalam
Woh dil e aashiqui..
Woh diwaana mausam
Woh teri dillagi
Both : Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar
Pyaar pyaar pyaar ..
Both : {Woh pyaar pyaar pyaar pyaar
Pyaar pyaar pyaar ..} (2)
Hindi lyrics are not available for this song yet.