Tham Jaa Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Tham Jaa Song Lyrics is a track from Kailash Kher Hindi Album-2026, Starring Kailash Kher.  This song was sung by Kailash Kher. Music was composed by Kailash Kher and lyrics work penned by Kailash Kher.

 

Male : Tham ja agar na dam tham jaave
Aisa milaava kaun milaave
Aaj ki raat tohe jaane na doongi
Baah se baah baandh rakh loongi

 

Male : Aaj ki raat tohe jaane na doongi
Baah se baah baandh rakh loongi
Aaj ki raat

 

Music : ……………….

 

Male : Patthar ko jab mom banaaya
Aur udheli jaan
Ishq ne paagal dilbaazon ka
Kaam kiya aasaan

 

Male : Ya main bhi patthar ki banoongi
Baah se baah baandh rakh loongi
Aaj ki raat

 

Music : ……………….

 

Male : Bheetar bheetar shor macha hai
Baahar sab sunsaan
Maar de chheente phoonk de mantar
Bhar de jaan mein jaan

 

Male : Waise bhi tere bin na jiyoongi
Baah se baah baandh rakh loongi

 

Male : Aaj ki raat tohe jaane na doongi
Baah se baah baandh rakh loongi
Aaj ki raat

 

Male : Aisa milaava kaun milaave…….

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Kailash Kher