LYRIC

Singer : King

Music by : King

Lyrics by : King

Male : Hmm..!!
Meri aankhein ye tujhpe teeki
Tu mil jaaye abhi tu mil jaa abhi
Main maana teri ho na saki
Par tujhein kho na saki
Mujhe harr pal tu yaad tha
Main bas tujhe bol naa saki

Male : Mujhe tera pyaar yaad hai
Main raj ye kho na saki
Mujhe bas tujhse pyar tha
Main bas tujhe bol naa saki

Male : Mujhe rehne deta teri in banhon mein
Kabhi akeli na padti main raahon mein
Aaj dekh le tu haal merra main kho gayi

Male : Dukha dil terra maana galti thi
Par teri baatein saari maana karti thi
Huye kam na faasle par tu hai saamne

Male : Main maana terii ho na saki
Par tujhe kho naa saki
Mujhein har pal tu yaad tha
Main bas tujhe bol naa saki

Male : Mujhe tera pyaar yaad hai
Main raaz yeh kho na saki
Mujhe bas tujhsein pyaar tha
Main bas tujhe bol naa saki

Male : Woh kehta mujhe raah meri tak lena
Main tujhe lene iik din aaunga
Aaj bhi pyaar mein main meri jaan
Bas terri rahaan takdi

Male : Sache pyaar da haal aiddan karda na koi
Na tenu khabar raja kinna main royi
Saare jamaane pe main hasdi rehndi si
Khudpe pe jo beete tan hasda na koi

Male : Main ki karaan bas chalda nai mera
Aaj fir kyun teri yaadon ne ghera
Chhod jo gaya tha meri hii galti thi
Jab samjha ho sakta tha mumkin yeh phir

Male : Aaj bhi fir tujhse kehdu main
Yeh jhooth merra dil tujhpe marta nahi
Ruk jaati jo mein ik baat pe
Ke tu pyaar mujhsein karta nahi

Male : Main maana teri ho na saki
Par tujhein kho naa saki
Mujhe har pall tu yaad tha
Main bas tujhe bol naa saki

Male : Mujhe terra pyaar yaad hai
Main raaj yeh kho na saki
Mujhe bas tujhse pyaar tha
Main bas tujhe bol naa saki


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT