Sochun Main Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Sochun Main Song Lyrics is a track from Universal Music India Hindi Album -2026, Starring Noor Chahal. This song was sung by Noor Chahal. Music was composed by DevM and lyrics work penned by Noor Chahal.
Female : Hmm mm mm mm mmm
Female : Rozana duniya ke taane rakh ke sirhaane
Dil ki sunu ya kuch gaane sunlun puraane
Deewane na jaane yun karne bahaane
Dil ko dun kahan ka pata
Female : Sochun main khud pe yakeen
Karun ya saare sapne bhula dun main
Sochun main banu koi
Ya iss bheed mein khudko gawa dun main
Female : Ya bole jahaan
Ki mere baad baad baad na koi tha
Ya jaun jahaan
Jaane naam naam naam na koi
Female : Hmm mm mm mm mmm
Female : Khaali khaali raaste hain
Din guzar raha hai
Raat ke andheron ne bhi
Mujhse kuch kaha hai
Female : Kya chhod dun main khudko jaise udta koi panna
Ya kas ke baandh lun main seekh lun kitaab banna
Ya bewakoofiyon ki jaadui imaarton pe
Kuch der aur lun bita
Female : Sochun main qissa sahi
Ya kahani banke dikha dun main
Sochun main banu koi
Ya iss bheed mein khudko gawa dun main
Female : Ya bole jahaan
Ki mere baad baad baad na koi tha
Ya jaun jahaan
Jaane naam naam naam na koi
Music : ……………….
Female : Sochun main sochun main
Sochun main sochun main
Sochun main sochun main
Sochun main sochun main
Female : Karun dil pe yaqeen ya nahi sochun main
Sochun main sochun main
Sochun main sochun main
Sochun main sochun main
Sochun main sochun main
Music : ……………….
Female : Sochun main