Barsaat Aa Gayi Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Barsaat Aa Gayi Song Lyrics is a track from Universal Music India Hindi Album -2026, Starring Hina Khan and Shaheer Sheikh. This song was sung by Shreya Ghoshal and Stebin Ben. Music was composed by Javed-Mohsin and lyrics work penned by Kunaal Vermaa.
Dialogue : ………………..
Music : …………………
Female : Waada kiya tha tumne mujhe
Aaoge saawan mein milne
Ek doosre ke ho jaayenge
Lagne laga hai ye dil mein
Male : Mat poocho haal dil ka
Tum mujhse oo sanam
Seene mein ab saasein
Padne lagi mujhko kam
Male : Chaaya jo baadal
Teri yaad aagayi
Tum jo aaye yaara
Barsaat aa gayi
Female : Tere mere milne
Ki raat aa gayi
Tum jo aaye yaara to……hoo oo oo
Male : Tum jo aaye yaara to
Barsaat aa gayi
Barsaat aa gayi
Female : Barsaat aa gayi
Barsaat aa gayi
Music : …………………..
Male : Tu ban jaaye hawaayein to
Main khushbu sa bikhar jaau
Tu baarish banke aaye jo
Main baadal sa baras jaau
Female : Bhale jitni udaasi ho
Tujhe dekhu to has jaau
Tere khaatir zamaana kya
Khuda tak se bhi lad jaau
Male : Main chaloonga bin tumhare
Ek bhi na ab kadam
Saath tere jee raha hoon
Har pal mein sau janam
Female : Chaya jo baadal
Teri yaad aagayi
Tum jo aaye yaara
Barsaat aa gayi
Male : Tere mere milne
Ki raat aa gayi
Tum jo aaye yaara to..hoo oo oo
Female : Tum jo aaye yaara to
Barsaat aa gayi
Barsaat aa gayi
Male : Barsaat aa gayi
Barsaat aa gayi
Music : …………………..
Male : Hoo oo oo hoo oo oo
Tum jo aaye yaara to
Barsaat aa gayi
Barsaat aa gayi
Hindi lyrics are not available for this song yet.