Shyama Aan Baso Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Shyama Aan Baso Song Lyrics is a track from T-Series Hindi Album-2026, Starring Jubin Nautiyal and Sanchi Rai. This song was sung by Jubin Nautiyal. Music was composed by Raaj Aashoo and lyrics work penned by Manoj Muntashir.

 

 

 

 

Music : ………………….

 

Male : Tum bahut yaad aate ho yaad aate ho kanha
Tum bahut yaad aate ho yaad aate ho kanha
Kaun si leela hai ye kyun satate ho kanha

 

Male : Braj ki saari galiyon saari sakhiyon ki tumhe kasam
Ke aadhe chanda wali jhilmil ratiyon ki tumhe kasam

 

Male : Shyama aan baso vrindavan mein
Mori umar beet gayi sumiran mein
Shyama aan baso vrindavan mein
Mori umar beet gayi sumiran mein

 

Male : Kitne sandesh bheje koi toh padho
Aa jao ab toh der na karo
Shyam aan baso vrindavan mein
Mori umar beet gayi sumiran mein

 

Music : …………………

 

Male : Jamuna kinare shamein sajana
Tum jo nahi toh kanha chhod hi diya
Holi se rishta phagun se naata
Tum jo nahi toh kanha tod hi diya

 

Male : Kehti hai galiyan saari wo rang-raliyan saari
Kehti hai galiyan saari wo rang-raliyan saari
Lauta do mohan humko ek baar tum

 

Male : Shyama aan baso vrindavan mein
Mori umar beet gayi sumiran mein
Shyama aan baso vrindavan mein
Mori umar beet gayi sumiran mein

 

Music : .………………

 

Male : Taal-talaiya pokhar banwat sona laage re
Kahan gaye tum tod ke mann ke kachche dhaage re
Barsana gokul ki galiyan tum bin dasti hai
Jahan pe kanha wahi jiya ka panchi bhaage re

 

Male : Braj ki saari galiyon saari sakhiyon ki tumhe kasam
Ke aadhe chanda wali jhilmil ratiyon ki tumhe kasam

 

Male : Shyama aan baso vrindavan mein
Mori umar beet gayi sumiran mein
Shyama aan baso vrindavan mein
Mori umar beet gayi sumiran mein

 

Male : Shyama aan baso vrindavan mein
Mori umar beet gayi sumiran mein
Shyama aan baso vrindavan mein
Mori umar beet gayi sumiran mein

Song Details

Official Video

Share this song:

More from T-Series