LYRIC

Singers : Shankar Mahadevan and Suraj Jagan

Music by : Shankar-Ehsaan-Loy

Lyrics by : Niranjan Iyengar

Male : Suraj ka naya chehra
Tode darta hai har pehra

Male : Jaane kyun har nazar mein hai
Ek junoon.. jo yahi kahe
Iss aandhi mein bhi
Na chodenge imaan o yaara
Male : O yaara

Male : Rang de aman se aasmaan
Male : Rang de aman se aasmaan
Aman se aasmaan

Male : Suraj ka naya chehra
Baandhe rishton ka sehra
Ye dagar… bas ban jaaye
Ek lehar.. jo yahi kahe

Both : Iss aandhi mein bhi
Na chodenge imaan o yaara
Rang de aman se aasmaan
Rang de aman se aasmaan

Male : Pa da sa re ga
Pa da sa ga ma
Sa re re dha ma pa sa

Male : Pa da sa re ga
Male : Jis gadi jazbaat ki aandhi chale
Male : Pa da sa ga ma
Male : Raahe reham humpe roshan rahe
Male : Sa re re dha ma pa sa
Male : Roshni ka saath hum le chale

Male : Jaane kyun har nazar mein hai
Ek junoon.. jo yahi kahe
Iss aandhi mein bhi
Na chodenge imaan o yaara
Male : O yaara

Male : Rang de aman se aasmaan

Male : Rang de aman se aasmaan

Male : Rang de aman se aasmaan
Male : Aman se aasmaan
Male : Rang de aman se aasmaan


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT