Nakhrewaalii (Title Track) Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Nakhrewaalii (Title Track) Song Lyrics is a track from Nakhrewaalii Hindi Film-2026, Starring Ansh Duggal, Akash Makhi, jaKumud Mishra and Others. This song was sung by Kishore Kumar and Priyankit Jaiswal. Music was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi and Vayu, and lyrics work penned by Vaibhav Pani and Vayu.

 

 

 

Music : …………………….

 

Male : Jhonka hawa ka hoon main jhonka
Mujhe roka gaya na gaya roka

 

Male : Haan ji teri yaad mein
Kaali meri raat gayi
Poochhti bhi tu nahin
Chalo koi baat nahi

 

Male : Tu jo karti hai sitam
Sweet lagte hain mujhe
Dekhta hoon radio ke
Geet mein bhi main tujhe

 

Male : Hai fitoor ye mera
Yaa hai kuch aur hi
Chehra hai tera
Awaaz hai kishore ki

 

Male : Nakhrewaalii
Nakhrewaalii
Bholi bhaali

 

Music : ………………

 

Male : Dekh kar tujhe hai dekh insecure chaand
Sochta hai job chhod de
Pyaar mein tere kare ye dil badi demand
Yoon na kar ke dil hi tod de

 

Male : Loose taar ishq ke
Muskura ke jod de
Toll raah mein bade
Koi naya modh de

 

Male : Do hain seat ek sawari khaali
Nakhrewaalii
Nakhrewaalii
Bholi bhaali

 

Music : ………………….

 

Male : Dhokha hai pyaar mera dhokha
Mujhe roka gaya na gaya roka
Jhonka hawa ka hoon main jhonka
Mujhe roka gaya na gaya rokaa

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Nakhrewaalii