Betuka Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Betuka Song Lyrics is a track from Nakhrewaalii Hindi Film-2026, Starring Ansh Duggal, Akash Makhi, jaKumud Mishra and Others. This song was sung by Jasleen Royal. Music was composed by Vayu and Sharan Rawat and lyrics work penned by Vayu.

 

 

 

 

Female : Tujhse na naata koi kya karoon shikayatein?
Haal poochhe koi keh doon sab badhiya
Mera toh hai dard mera hi meri hi hain raahein
Tu jo na jude toh kya ho tujhse bayaan

 

Female : Zara sa dil hai
Zara mushkil badi mushkil hai
Ye jo dil hai zara sa betuka hai

 

Female : Ye jo dil hai
Pareshan dil badi mushkil hai
Ye jo dil hai zara sa betuka hai

 

Music : ………………

 

Female : Soch ke samajh ke jinse door bhaagte the hum
Galtiyaan wahi phir kyun kar jaate hain?
Dil ka kya hai chalte-phirte khwaab dekh leta hai
Paanv chaukhaton pe thokar khaate hain

 

Female : Main raaste pe sahi hoon ya kahin
Aur phir rahi hoon main
Hawa mein hoon na jaane
Ud rahi ya gir rahi hoon main
Ye kya manzil hai?

 

Female : Zara sa dil hai
Zara mushkil badi mushkil hai
Ye jo dil hai zara sa betuka hai

 

Music : ………………

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Nakhrewaalii