Nagada Nagada Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Nagada Nagada Song Lyrics is a track from Jab We Met Hindi Film – 2007, Starring Kareena Kapoor and Shahid Kapoor. This song was sung Sonu Nigam and Javed Ali. Music was composed by Pritam Chakraborty and lyrics work penned by Irshad Kamil.

 

Male : Ho oye hye oye
Rang puredi rang rangili
Ladki chail chapili
Usde chan chal nain kadaa
Are chan chan nain katar usda
Roop bana hatiyar
Uske roop se katal huye tho
Charcha shuro hua
Nagada nagada nagada baja
Nagada nagada nagada baja

 

Male : Oooo
Rang puredi rang rangili
Chail chabile nar
Chan chal nain katar di
Usda roop tez talwar
Uske roop se katal huye tho
Charcha shuro hua
Heeeyyyyyyyyyyy
Nagada nagada nagada baja
Nagada nagada nagada baja
Hhoooyyyeee

 

Male : Hai hai hai
Jab bhi woh ladki, kidki pe aaye
Koi usko dhek mare
Koi bin dheke mar jaye
Aare guzre gali mohalle se
Tho mela sa lag jatha tha
Har ek aashiq id manata
Bhangda gatha tha
Katam na hota deewano ke
Jalse shuro hua
Heeeyyyyyyyyyyy
Nagada nagada nagada baja
Nagada nagada nagada baja

 

Male : Aare bachpan se uska
Ek deewana tha
Jiska kaam gali ke
Aashiq pare hatana tha
Dil se jisko maan raha tha
Apne dil ki rani woh
Aur kisi pe hi yaaro
Marti thi marjani woh
Ek kahani khatam
Tho duja kissa shuro hua
Nagada nagada nagada baja
Nagada nagada nagada baja

 

Male : Oooo
Rang puredi rang rangili
Chail chabile nar
Chan chal nain katar da
Uska roop tez talwar
Uske roop se katal huye tho
Charcha shuro hua
Nagada nagada nagada baja
Nagada nagada nagada baja
Nagada nagada nagada baja
Nagada nagada nagada baja
Nagada nagada nagada baja
Hoooyyyyeee

Song Details

Official Video

Share this song:

Never miss a beat.

Get the latest hits, new lyricist additions, and trending songs delivered straight to your inbox.