Man Ki Dasha Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Man Ki Dasha Song Lyrics is a track from Krishnavataram Part 1 – The Heart (Hridhayam) Hindi Film -2026, Starring Sushmitha Bhat, Siddharth Gupta, Sanskruti Jayana and Others. This song was sung by Shreya Ghoshal. Music was composed by Prasad Sashte and lyrics work penned by by Irshad Kamil.
Humming : …………………
Female : Man ki dasha likhun main toh
Lagta nahi man kahan hai woh
Bin bole hi jo man ki jaane
Saari ki saari baat
Female : Man ki dasha likhun main toh
Lagta nahi man kahan hai woh
Bin bole hi jo man ki jaane
Saari ki saari baat
Female : More preet ka sandesha liye
Khile phool mehkenge dwaar pe
Main toh hari liye shringaar gayi
Likho aaj paati pehli piya preet
Female : Man ki dasha likhun main toh
Lagta nahi man kahan hai woh
Bin bole hi jo man ki jaane
Saari ki saari baat
Humming : …………………
Female : Aao padharo daras main karun
Nayan se nayan ka milan main karun
Darpan maun hai kehta yeh kaun hai
Hone chali hari priya haye
Female : Sansaar ka hai yeh pehla milan
Mora kamal nayan se hai lagan
Arpan praan hai hari samman hai
Shraddha samarpit jiya
Female : Aadi tumhi ho
Tumhi ant ho mere
Tumhi ho anaadi
Tumhi mohak main
Mohini toh hari
Sur mein sur milan man ki
Har taal mein
Female : Man ki dasha likhun main toh
Lagta nahi man kahan hai woh
Bin bole hi jo man ki jaane
Saari ki saari baat
Female : More preet ka sandesha liye
Khile phool mehkenge dwaar pe
Main toh hari liye shringaar gayi
Likho aaj paati pehli piya preet
Humming : …………………
Hindi lyrics are not available for this song yet.