LYRIC

Singers : Shreya Ghoshal and Udit Narayan

Music by : Himesh Reshammiya

Male : Tumne chahe kaha naa
Tumne chahe kaha naa
Maine sun liya
Maine sun liya
Maine sun liya sanam

Male : Tujhko dil kaa sathi
Maine chun liya
Maine chun liya
Maine chun liya sanam

Female : Tumne chahe kaha naa
Tumne chahe kaha naa
Maine sun liya
Maine sun liya
Maine sun liya sanam

Female : Tujhko dil kaa sathi
Maine chun liya
Maine chun liya
Maine chun liya sanam

Male : Mujhko hi chahoge tum
Wada nibhaoge tum
Dur nahi jaoge tum
Kahonaa kahona kahona
Kaho naa sanam..

Female : Palko ke saye saye
Sapne tumhare chhaye
Kaise dil ko samjhaye
Bolonaa bolonaa bolonaa
Bolonaa sanam..

Male : Lamha lamha yaar..
Tera intjar..

Male : Aankho ne tera sapana
Aankho ne tera sapana
Hain bun liya
Hain bun liya
Hain bun liya sanam

Male : Tujhko dil kaa sathi
Maine chun liya
Maine chun liya
Maine chun liya sanam

Male : Ho aaya hai kaisa mausam
Tere liye hi janam
Ehsas chhalke har dam
Badhne lagi hain abb toh
Diwanagi..

Female : Dhadhkan yeh sargam gaye
Dil ki lagi tadpaye
Duri sahi naa jaye
Tujh peh fida hai
Pal pal yeh zindagi

Female : Ajab hain nikhar
Nayi hain bahar..

Female : Aashiki kaa taranaa
Aashiki kaa taranaa
Maine gun liya
Maine gun liya
Maine gun liya sanam

Female : Tujhko dil kaa sathi
Maine chun liya
Maine chun liya
Maine chun liya sanam

Male : Tumne chahe kaha naa
Tumne chahe kaha naa
Maine sun liya
Maine sun liya
Maine sun liya sanam

Male : Tujhko dil kaa sathi
Maine chun liya
Maine chun liya
Maine chun liya sanam..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT