LYRIC

Singers : Alka Yagnik and Sonu Nigam

Music by : Himesh Reshammiya

Male : Tanhaiyyan
Mehfil bani
Tum jo milein
Manzil mili

Male : Aisa deewana
Hua hain yeh dil
Aapke pyaar mein..
Aisa deewana
Hua hain yeh dil
Aapke pyaar mein..

Male : Tanhaiyyan
Mehfil bani
Tum jo milein
Manzil mili

Male : Aisa deewana
Hua hain yeh dil
Aapke pyaar mein..
Aisa deewana
Hua hain yeh dil
Aapke pyaar mein..

Female : Tanhaiyyan
Mehfil bani
Tum jo milein
Manzil mili
Aisa deewana
Hua hain yeh dil
Aapke pyaar mein..

Male : Mohabbat hi
Mohabbat hain
Mere rubaroo..
Tamanna mein nigahon
Mein hain bas tu hi tu..

Male : Bechaini mein
Aahein bharein
Rab se tujhe
Maanga karein

Male : Aisa deewana
Hua hain yeh dil
Aapke pyaar mein
Aisa deewana
Hua hain yeh dil
Aapke pyaar mein

Female : Na subah ki
Jhabar hain sanam
Na shaam ka pata..
Khyalon mein hain
Chaaya hua
Tumhaara nasha..

Female : Hoo deewangi
Hain iss kadar
Mujhko nahi
Apni khabar

Female : Aisa deewana
Hua hain yeh dil
Aapke pyaar mein
Aisa deewana
Hua hain yeh dil
Aapke pyaar mein

Male : Tanhaiyyan
Mehfil bani
Tum jo milein
Manzil mili
Aisa deewana
Hua hain yeh dil
Aapke pyaar mein..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT