Main Toh Nahi Haiwaan Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Main Toh Nahi Haiwaan Song Lyrics is a track from Haiwaan Hindi Film-2026, Starring Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Boman Irani, Shriya Pilgaonkar, Saiyami Kher and Others. This song was sung by Raghav Chaitanya. Music was composed by Pritam Chakraborty and lyrics work penned by Rakesh Kumar (Kumaar).
Male : Main bura nahi hu
Hai bura zamana
Khamkha zulm ka
Main bana nishaana
Male : Ho hai jo ye bagawat
Zakhm hai purana
Jis ne aahg di hai
Hai use jalana
Male : Mere sar pe sau ilzam magar
Hai gawah mera aasman
Male : Main toh nahi haiwaan
Main toh nahi haiwaan
Main toh nahi haiwaan
Haiwaan haiwaan
Male : Ye wajood mera
Dard se bana hai
Maaf hai mujhe toh
Jitne bhi gunaah hai
Male : Ab rahem ki dil mein
Na koi jagah hai
Tumko dard dena
Ab meri dawa hai
Male : Main nahi hu woh
Bekasooron ki
Bewajah hi jo lele jaan
Male : Main toh nahi haiwaan
Main toh nahi haiwaan
Main toh nahi haiwaan
Haiwaan haiwaan