Le Gayi Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Le Gayi Song Lyrics is a track from Dil To Pagal Hai Hindi Film – 1997, Starring Shah Rukh Khan, Madhuri Dixit, Karisma Kapoor, Akshay Kumar and Others. This song was sung Asha Bhosle and Udit Narayan. Music was composed by Uttam Singh and lyrics work penned by Anand Bakshi.

 

Chorus : ………………..

 

Female : Mujhko hui na khabar
Chori chori chhup chhup kar

 

Female : Mujhko hui na khabar
Chori chori chhup chhup kar
Kab pyaar ki pehli nazar
Hay

 

Female & Chorus : Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee

 

Female : Mujhko hui na khabar
Chori chori chhup chhup kar
Kab pyaar ki pehli nazar
Hay

 

Male Chorus : Hhy hey
Female & Chorus : Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee

 

Female : Pyaar ki pehli pehli
Is aankhmicholi mein
Hay

 

Female : Pyaar ki pehli pehli
Is aankhmicholi mein
Bin soche ja baithi main
Nainon ki doli mein
Ab lagta hai mujhko darrre
Chori chori chhup chhup kar
Kab pyaar ki pehli nazar
Hay

 

Male Chorus : Hhy hey
Female & Chorus : Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee

 

Female : Bikhri bikhri zulfein
Ye behki behki chaal
Haan

 

Female : Bikhri bikhri zulfein
Ye behki behki chaal
Haal ye mera dekhenge
Poochhenge log sawaal
Abhi jaoon main kaise ghar
Chori chori chhup chhup kar
Kab pyaar ki pehli nazar
Hay

 

Male Chorus : Hhy hey
Female & Chorus : Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee

 

Female : Mujhko hui na khabar
Chori chori chhup chhup kar
Kab pyaar ki pehli nazar
Hay

 

Male Chorus : Hhy hey
Female & Chorus : Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee

 

Male : Mujhko hui na khabar
Chori chori chhup chhup kar
Hay

 

Male : Arey mujhko hui na khabar
Chori chori chhup chhup kar
Kab pyaar ki pehli nazar
Hay

 

Male Chorus : Hhy hey
Male & Chorus : Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee
Le gayee le gayee
Dil le gayee le gayee

 

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Dil To Pagal Hai