Chanda Ki Chandni Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Chanda Ki Chandni Song Lyrics is a track from Dil To Pagal Hai Hindi Film – 1997, Starring Shah Rukh Khan, Madhuri Dixit, Karisma Kapoor, Akshay Kumar and Others. This song was sung Lata Mangeshkar and Kumar Sanu. Music was composed by Uttam Singh and lyrics work penned by Anand Bakshi.

 

Male : Ehey aaaa..
Ohoo aaaa..

 

Female : Hmm aaaa..
Aaaa aaaa..

 

Male : Kitni hai beqarar yeh
Chanda ki chandni

 

Male : Kitni hai beqarar yeh
Chanda ki chandni
Kehti hai karlo pyar yeh
Chanda ki chandni
Ehey aaaa..
Female : Ohoo aaaa..

 

Male : Kitni hai beqarar yeh
Chanda ki chandni
Kehti hai karlo pyar yeh
Chanda ki chandni
Female : Ohoo aaaa..
Male : Ehey aaaa..

 

Chorus : Aaa aaa….aaa aaaa

 

Male : Kya iska aur naam hai
Jadu nahin agar
Kya mujhko ho gaya hai yeh
Mujhko nahin khabar
Yeh chand to nikalta hai
Haar raato ko magar

 

Male : Nikli hai pehli bar yeh
Chanda ki chandni
Kehti hai karlo pyar yeh
Chanda ki chandni

 

Female : Oho aaaaa..
Aha lalalala..

 

Chorus : Aaa aaa….aaa aaaa

 

Female : Aaa aaaa…ooo oooo
Hai khoon kyai khabar koi
To hai magar
Sapno mai hai kahin
Aata nahin nazar
Uss paar vo waha
Iss paar mein yahan
Kab milengge hum

 

Female : Karti hain intezar hai
Chanda ki chandni
Kehti hai karlo pyar yeh
Chanda ki chandni

 

Male : Ehey aaaa..
Ohoo aaaa..

 

Chorus : Aaa aaa….aaa aaaa

 

Female : Ooo iss taraf ki dekh lo
Zidd yeh chodd lo
Apna naam se mila
Naam jood do
Kuch to pyar mein tarah
Dil hi tood do
Tum ha kaho ya naa kaho
Kuch to kaho jaana..

 

Female : Karli bhi ek baar yeh
Chanda ki chandni
Kehti hai karlo pyar yeh
Chanda ki chandni

 

Male : Ehey aaaa..
Ohoo aaaa..

 

Chorus : Aaa aaa….aaa aaaa

 

Male : Kitni hai beqarar yeh
Chanda ki chandni
Female : Kehti hai karlo pyar yeh
Chanda ki chandni
Male : Ehey..
Female : Aaaa..
Male : Ohoo..
Female : Ooo..

 

Chorus : Aaa aaa….aaa aaaa…(2)

 

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Dil To Pagal Hai