LYRIC

Music By : Anand Raj Anand

Singers : Anand Raj Anand & Shweta Pandit

Male : Hosh uda deta hai mera
Noor e mujazsim esha tera
Tera sarapa esha hai humdum
Tera sarapa esha hai humdum

Male : Jaise chamke dhoop mein sabnam
Jabse hum hai tumse mile
Kasam hum rahe nahi rahe hum
O kiya kiya kya kiya
Kya kiya re sanam
O kiya kiya kya kiya
Kya kiya re sanam

Male : Chehre pe tere hai roshan savera
Zulfon mein teri hai dilkash andera
Female : Jaanejaan lo meri jaan
Mein tujhpe jaan dedu
Dil kya cheez hai
Dil ke saree armaan vaan do
Male : Chehre pe tere hai roshan savera
Zulfon mein teri hai dilkash andera
Female : Meri nazar mein tu aisa hai janu
Sab hai jane mera hai
Sachi aur mere hi janu

Male : Kya keh diya hai tumne yeh janam
Kya keh diya hai tumne yeh janam
O jabse hum hai tumse mile
Kasam hum rahe nahi rahe hum
O kiya kiya kya kiya
Kya kiya re sanam
O kiya kiya kya kiya
Kya kiya re sanam

Male : Teri adayein humne bekud banaye
Jadoo chale koi jado chale
Female : Dil ki baat meri dil ki baat
Jo tumne jaan li hai
Tumko kya khabar
Tumne jaan meri
Meri jaan li hai

Male : Teri adayein humne bekud banaye
Jadoo chale koi jado chale
Female : Meri khayalon mein din raat ho tum
Meri wafa mera saath ho tum

Male : Kya keh diya hai tumne yeh janam
Kya keh diya hai tumne yeh janam
O jabse hum hai tumse mile
Kasam hum rahe nahi rahe hum
O kiya kiya kya kiya
Kya kiya re sanam
O kiya kiya kya kiya
Kya kiya re sanam
Tera sarapa esha hai humdum
Tera sarapa esha hai humdum

Male : Jaise chamke dhoop mein sabnam
Jabse hum hai tumse mile
Kasam hum rahe nahi hum
O kiya kiya kya kiya
Kya kiya re sanam
O kiya kiya kya kiya
Kya kiya re sanam.


Added by

Thendral

SHARE

ADVERTISEMENT