LYRIC

Singer : Isheeta Chakrvarty

Music by : Siddhant-Rickraj

Lyrics by : Siddhant Sharma

Chorus : ………………

Female : Main ta hoyi teri baawri
Sang tere dhun pe nach li
Hoke parayi saibo

Chorus : …………….

Female : Main ta hoyi teri baawri
Sang tere dhun pe nach li
Hoke parayi saibo

Female : Baatein teri kitaab si
Panno se dil pe chhap li
Yaadon ko sahi se buno

Female : Kya main chupau kya samjhau
Manwa na laage re ab baanware

Female : Jana anjana sa jaha hai
Aankhon mein ye bahana
Khwabon ka ashiyana hai

Female : Jana anjana sa jaha hai
Aankhon mein ye bahana
Khwabon ka ashiyana hai

Dialogue : …………….

Female : Jaise koi prem raag se
Roshan hui tere naam se
Sur ko labon se chhune do

Female : Lamhe mile sawaal se
Range tune gulaal se
Gustakhi mere bhi suno

Female : Kya main chupau kya samjhau
Manwa na laage re ab baanware

Female : Jana anjana sa jaha hai
Aankhon meinin ye bahana
Khwabon ka ashiyana hai

Female : Jana anjana sa jaha hai
Aankhon mein ye bahana
Khwabon ka ashiyana hai


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT